Google mein kese photos Ko search kare . How to search photos in Google .


Google mein kese photos Ko search kare . How to search photos on Google


February 11, 2018  By:-Hritik Mohapatra

  Dosto jaisa aap San jaante hai ki Google aajke jamane ka Sabse bada search engine banchuka hai . Google me aaj aapko dunia ke har sawal ka jawab milega . Par kya aap jaante hai , Google me aap bahot saare kaam karta shakte hai. Aapko ye jaanke hairani hogi ki Google me bahot saari functions hidden hai jisko sirf kuch experts hi use kar shakte hai .

 Aaj hum aapko iss article me batanewale hai ki aap kaise Google ki madad se kisi bhi photos Ko search kar shakte hai or uss photo ki root file tak Jaa shakte hai .



How to search photos in Google :- 
 1. Dosto Sabse pehle to aapko aapke phone ya Computer ke kisi bhi browser me Jaana padega .
 *Note:-Agar aap mobile ka use kar rahe hai to Apne phone ke desktop mode Ko on karna naa bhuliyega .

 2. Fir aapko Google ka url Ko type karke search page pe Jaana padega

 3. Fir aapko Upar images pe click karna padega .


 4. Fir aap ye camera wale icon pe click kijiye.

 5. Ab aap choose a file pe click kijiye

6. Ab ye aapko aapko aapke phone ke galary app me lejayega . Ab aap wo pic choose kijiye jo aap Google me search karna chahte hai.


7. Ab aap wo image Ko select kar dijiye aur aapke paas wo image search ka result as jayega jisme aap wo image ke name , details aur uske related images ke baare mask payenge .

 Toh dosto aajke article me Mene aapko bataya ki aap kaise Google search me images Ko search kar shakte hai . Aap hame comments me bataye ki ye video aapko kaisa laga . Aur agar kuch Salah ya sujhab ho to niche comment karna naa bhuliyega .
Aur hamare iss blog Ko Subscribe kijiye bell icon Ko press karke aur hamare sath Bane rahiye .

Post a Comment

0 Comments