Call waiting kya hai . Call waiting ko kaise enable kare . What is Call Waiting . How to Enable Call Waiting on Android Phone .

Hello Friends aaj hum aapko iss article me ek aisa topic ya trick ke baare me batane wale hai jisse aapko bahot hi faida milega .

Android phone me call forwarding kaise kare
Call forwarding

 Aapne Mobiles Me Call Waiting Ka Naam To Suna Hi Hoga . Aaj hum Aapko iss Service ke Bare Me Batane wale hai Ki Andriod Mobiles Ke Call Waiting ko Kaise Enable aur disable Kare.

Agar Aap Me Se kisi Ko Mobile Ke Is Feature Ke Bare Me Kuch Jankai Nahi Hai To Me Agae Aapko Btata Hu Ki Call Wait Feature Kya Hai Or Ye Kaise Work Karta Hai.

Call Waiting Kya Hai Kaise Work KartaHai

Andriod Mobiles Me Call Waiting Ka Option Bhut Achha Hai. Aap Ko Bta Du Ki Call Wait Ek Esa Feature Hai Jis Ko On Kar Lene Par Agar Ham Kisi Se Call Par Bat Kar Rahe Hote Hai To Hame Agar Ki Dusre Ki Call Aa Rahi Hoti Hai To Hame Notifications Milni Shuru Ho Jati Hai, Ise Ham Call Waiting Ke Naam Se Jante Hai Is Me Call Karne Wale Person Ko Call Waiting Me Bataye Ga, Call Waiting Active Kar Lene Par  Kabhi Hamara Number Busy Nahi Bataye Ga.

Advantages of Call Waiting


Upar Maine Aapko Call Waiting Ke Bare Me Btaya Ki Call Waiting Kya Hai Or Kaise Work Karta Hai Ab Aapka Question Hoga Ki Call Waiting Karne Ka Fayda Kya Hai?  Ab Aapko Me Btane Waha Hu Ki Is Ke Kya Kya Fayde Hai.

1.Mobile Me Call Waiting Active Kar LenePar Aapka Mobile Number Kabhi Busy Nahi Aayega.

2.Agar Aap Call Par Honge To Aapke Pass Dusri Call Ki Notification Mil Jayegi.

3.Aapka Number Busy Na Aane Par AapkiKai Personal Problems Apne Aap Dur Ho Jayegi.

Call Waiting Ke Bare Me Aapko Me Explain Me Btaya Or Ab Is Ke Sath Sath Me Aapko Andriod Phone Me Call Waiting Active KarneKi Kuchh Shortcuts Ke Bare Me Btauga Jis Se Aap Kuchh Cords Lga Kar Apne Mobile Me Call Waiting Active/Deactivate Ke Bare Me Pata Kar Sakte Hai, Or Mobile Me Call Waiting Active Deactivate Karne Ki Jankari Ek Sath Yaha Par Dunga.


Mobile Me Call Waiting Kaise Start Kare


Upar Maine Aapko Call Waiting Kya Hai Or Kaise Work Karta Hai Is Ke Bare Me Btaya,  Ab Me Aapko Yaha Par Android Mobiles Me Call Waiting Active Deactivate Or Is Ki Stutes Janne Ke Kuchh Code Batane Wala Hu Jis Aap Call Waiting Active Kar Sakte Hai.

1.Sabse Phale Aap Apne Phone Me Diler Open Kare.
2.Ab*43#Dial Kare. Or Call Kare.
3.Ab Kuchh MMI Code Runing Likha Aayega Or Call Waiting On Ho Jayegi.

Call Waiting Status Kaise Check Kare
Agar Aap Call Waiting Status Active Deactive Janna Chahte Hai To Aap *#43# Dial Kare Aap Is Code Se Apne Mobile Ki Call Waiting Status Jaan Sakte Hai.

Call Waiting Deactive Kaise Kare
Agar Aap  Mobile Me Call Waiting Deactive Karna Chahte Hai To Diler Me #43# Dial Kare Or Aap Is Code Se Call Waiting Deactive Kar Sakte Hai. Ye Trick Sabhi Andriod Mobiles Me Work Karta Hai.

Mobile Settings Se Call Waiting On Off Kaise Kare


Upar Maine Aapko Kuchh Code Se Call Waiting Active Deactivate Karne Ke Bare Me Explain Me Share Kiya Wo Way Bhut Aasan Hai Jis Se Aap Aasani Se Call Waiting On Kar Sakte Hai.
Ab Me Aapko Me Mobile Settings Se Call Waiting On Karna Btauga Aap Mere Steps Ko Follow Kare Or Call Waiting On Kare.

1.Sabse Phale Aap Apne Mobile Ke Phone Option Par Jaye Jaha Se Aap Call Karte Hai.

2.Ab Open Karne Par Aapko Kahi Three Dots Dikhege Us Par Click Kare.

3.Aapko Waha Settings Milegi Waha Par Click Kare.

4.Ab Aapko Voice Call Related Settings Milegi Waha Click Kare.

5.Voice Call Related Settings Par Click Karne Par Call Waiting Option Milega To Aap Waha Se Call Waiting On Off Kar Sakte Hai.

Toh Friends iss article me humne aapko bataya ki aap kaise apne phone se call forwarding Ko enable kar shakte hai .
Agar ye article aapko pasand aaya to hamare website Ko Subscribe kijiye aur hamare iss webpage Ko share jarur kijiye

Post a Comment

0 Comments