How to Change Facebook page Username in hindi .

 Hello Dosto . Aaj hum iss post me jaanenge ki kese hum apne page username ko change kar shakte hai . toh friends hamare is article ko pura padhiye .



1. Sabse pehle apne phone ya pc me facebook ko open kijiye . Fir Pages ke option me jaiye . Fir apne page pe click kijiye jiska aap username change karna chahte hai .

Technical Mohapatra


2. Fir page me About ke option pe click kijiye

Technical Mohapatra

3. Fir aapko About me Username wala option show kar raha hoga . Aap waha dekh shakte hai mene koi bhi user name nahi diya hai . Aap ko Create Page @username option pe click karna hai (agar aaap ne username nahi diya hoga) ya fir aap apne user name pe click karna hai .


4. Fir aapke samne ek pop-up window open hoga . aap simply waha pe ek username enter kar dijiye


5. Fir aap Create Username pe click kijiye .


 Ab apne page ko refresh karke dekhiye . Aapka username ban gaya hoga .

Post a Comment

0 Comments